Monday, March 29, 2010

Hum Hain Rahi Pyar Ke; Kishore Kumar

OK! I was very lucky finding lyrics and a video! I know nothing about India. Can someone please give me the answers about who is Kishore Kumar, why there is whistling in the song, who wrote it and what means Hum Hain Rahi Pyar Ke?

Ó.Ò
Hum hain rahi pyaar ke, humse kuchh na boliye -3
Jo bhi pyaar se mila, hum usi ke ho liye
Hum usi ke ho liye
Jo bhi pyaar se mila, hum usi ke ho liye

Dard bhi hamein qubool, chaina bhi hamein qubool -2
Humne har tarah ke phool, haar mein piro liye -2
Jo bhi pyaar se mila, hum usi ke ho liye
Hum usi ke ho liye
Jo bhi pyaar se mila, hum usi ke ho liye

Doop thi naseeb mein, dhoop mein liya hai dum
Doop thi naseeb mein to dhoop mein liya hai dum
Chandni mili to hum, chandni mein so liye -2
Jo bhi pyaar se mila, hum usi ke ho liye
Hum usi ke ho liye
Jo bhi pyaar se mila, hum usi ke ho liye

Dil pe asraa kiye, hum to bas yunhi jiye -2
Ek kadam pe hans liye ek kadam pe ro liye -2
Jo bhi pyaar se mila, hum usi ke ho liye
Hum usi ke ho liye
Jo bhi pyaar se mila, hum usi ke ho liye

Reh mein pade hain hum, kab se aap ki qasam -2
Dekhiye to kum se kum, boliye na boliye -2
Jo bhi pyaar se mila, hum usi ke ho liye
Hum usi ke ho liye
Hum hain rahi pyaar ke, humse kuchh na boliye...




No comments:

Post a Comment